Pages

Saturday 15 March 2014

urdu lyrics with english translation: Yaar Ko Hamne Ja Ba Ja Dekha by Abida Parveen

Aaaaaaaaaaan Aaaaaaaaaaaaaaaaan
Manum Maanay Azmandi K Be Tonay Yaazdaanran
Ghum-e-choon To Naaz Ni Ni
Ghum-e-choon To Naaz Ni Ni Behizaar Naaz-daran
Kohe-e- Afataab-e-chashman Wa Jamaal Toos To Roshan
Ager Astobazgeeram Bad Bay Chashm-e-raazgaaran

Yaar Ko Humne Ja-ba-ja Dekha
Yaar Ko Humne Ja-ba-ja Dekha
I saw my beloved in all I saw,

Kahin zaahir kahin chhupa dekha.
At times revealed, hidden at times.


Nukta-e-imaan se waaqif ho,
Been familiar with the issue of faith,

Chehra-e-yaar ja ba ja dekha.
I saw the face of my beloved in all I saw.


Kahin mumkin hua kahin waajib,
At times a possibility, at times imperative,

Kahin faani kahin baqa dekha.
At times ephemeral, at times eternal.


Deed apne ki thi use khwahish,
Inspired by the wish to see Himself,

Aap ko har tarah bana dekha.
He made Himself into every form.


Dekhta aap hai sune hai aap,
He is the one who sees and hears

Na koi uska ma siwa dekha.
I saw no one other then Him.


Soorat-e-gul mein khilkhila ke hansa,
Laughed gleefully through blooming flowers,

Shakl-e-bulbul mein chahchaha dekha.
Crooned in nightingale's melodious songs.


Shama ho kar ke aur parwana,
He took the forms of the candle and the moth,

Aap ko aap mein jala dekha.
And annihilated Himself in flames of His own.


Kar ke daawa kahin anal haq ka,
At times claiming "I am the Truth",

Bar sare daar wo khincha dekha.
Witnessed his head raised on the Cross.


Tha woh bartar shuma-o-ma se 'Niyaz',
O 'Niyaz' He was beyond the bounds of `You' and `Me',

Phir wohi ab shuma-o-ma dekha.
And yet I see Him in every `You' and `Me'.


Kahin begaanavash nazar aaya,
At times he behaved like unfamiliar,

Kahin surat se aashna dekha.
At timed I found him familiar with the face.


Kahin hai badshah-e-takht nashin,
At times he is the emperor in power,

Kahin kaasa liye gada dekha.
At times seen with a mendicant's begging bowl.


Kahin aabid banaa kahin zahid,
At times, a devout worshipper,**

Kahin rindon ka peshwa dekha.
Lord of rakes and drunkards at times.**


Kahin woh dar libaas-e-mashooqaan,
At times in the beloved's attire,

Bar sare naaz aur ada dekha,
He was seen throwing up His charms.


Kahin aashiq 'Niyaz' ki soorat,
At times as a lover like 'Niyaz',

Seena biryaan-o-dil jala dekha.
He was seen beating his breast and heart aflame.




1 comment: